...
...
Agar aap blogger hai orr apne website ke liya free ssl certificate chahte hai . To ye blog aaplogo ke liye hai. Kabhi kabhi aisha hota hai ki aap apne website main ssl certificate lagna chahte ho lakin apke pass, hosting buy karne ke liye paise nahi hote hai , orr kabhi kabhi yesha bhi hota hai ki aap ko coding nahi aane ke karan aap apne website ke liye SSL certificate nahi laga paate.To aaj main apke liye Free SSL certificate laya hu orr isme coding bhi karne ki jarurat nahi hai.To chaliye apne website ke SSL certificate lagte hai.
Free SSL certificatelagne ki liye pahle aap apne mobile/desktop par chorm browser open kar le. orr sabse pahle aap apne blogger/wordpress ko open karle jisme apko apne website ke ssl certificate lagna hai.
phir uper plus icon main click karke new tab open kar lijiye , jisme apko website ke dns managment ko open krna hai matlab yaah hai ki agar aap domain ko Godaddy,bigrock ya chahe janha se bhi liye ho , uske domain manger ko open karna hai.
uske baad phir apko uper plus ke icon main click karke new tab open kar usme Clouflare ki website ko open kar lena hai . Orr kaise cloud fire ki website ko open kare to apko usee tab main cloudflare likh kar search karna . Apko pahle number main hi uska website mil jayega , apko usme simply click karna hai bus aap uske website main enter ho jayoge . orr nahi to simply iss link main click karke uss website main ja sakte ho.
Related post
♂♂How to create niche website♂♂
♂♂How to create sitemap ♂♂
Cloudflare ke website main enter hone ke baad apko uper right hand ki or sign up, or login ka option milaga agar aap desktop main open kar rahe ho to. orr Agar aap smartphone main kar rahe ho to apko uper {दाँए}danye kone main three line yaani menu ke option dekhne ko milaga , bus apko uss three line main click karna hai , slider menu open hone ke baad sabse niche sign up orr login ka option milega.
Bus apko simply sign up ke button main click karna hai , uske baad apko ek form dekhne ko milega jisme apko email id orr password liya jayega, password jo chahe wo rakh sakte ho. Form ko fill karne ke baad niche Create Account main click kar de. ho sakta hai ki email verification ke liye apke pass mail aaye, bus simply uss mail main click karke email verfiy kar sakte ho.Halaki kabhi kabhi hi mail aata hai , email verification ke liye.
Uske baad aap uss website main enter ho jaoge . Enter hone ke baad home ke dashboard main hi "Add site" ka option milega jisme apko simply click karna hai, uske baad apko apne website ka url dalana hai bilkul iss tarah"http://sdfg.com/". Url dalne ke baad phir se Add site main click kar de. Uske baad Dns se juda kuchh likha hua aayega lekin apko next wale option main click karna hai. Next par click karne ke baad apse plan ke baare main puchha jayega apko 0 rupay/Free wale plan ko select karna hai , uske baad Confirm Plan main click karna hai.Phir apko pop hote hua ek new window dekhne ko milega jisme apko purchase wale option main click karna hai.
uske baad jo apke donon se server connect hai uske detail ko show karega bus apko stutes ke niche wale saare cloud ko touch karde. yaani sabhi ko rang de, uske baad niche Continue main click karna hai. Uske baad wah website apko Nameserver dega jinhe aap domain ke sath connect karenge. Connect karne ke liye simply pahle wale nameserver ko copy karenge , or janha apne new tab domain manger ko open kiya tha , apko wanha jana hai or nameserver ko change krna hai ,yaani uss nameserver ko hata kar uss nameserver ko paste karan hai jo apne Cloudflare se copy kiya tha or issi tarah dusre nameserver ko bhi chage karna hai. uske baad cloudflare ke website main aa kar yaani janha apko nameserver diya gaya tha wanha jana hai orr continue par click karna hai.
Uske baad uske dashboard panel main chale jayenge phir apko crpto wale yaani tale wale option main click kare ,uske baad thoda scroll down kare apko wanha kuchh Always use HTTPS dekhne ko milega uske right main on/off ka option milega simple use par click karke on kar de , bus sara kam khatam hua. Lekin apko kuchh der wait karna hoga, jab tak Apka site action nahi ho jata. Orr jaise hi apka website activate hota hai, apko cloud fire ki orr se ek mail aayega.or nahi to kuchh der ke baad phir se cloud fire ke website main vist kare apko apne wesite ke bagal main active show hoga.
To ya blog kaisa laga commmt kare, or hamre social media ko follow kare.

How to get SSL certificate. कैसे अपने वेबसाइट के लिए SSL certificate पाएं।

कैसे http से https में redirect करें।

0 Comments