Header Ads Widget

Responsive Advertisement

How to solve Cloudflare error 525-Fix Problem

Hello Guys sawagat hai Hamre website itechmamu me to aaj ka blog khas unke liye hai jo blogger hai or Jinhone Cloudflare Se Apne Website ko secure kiya hai ya free SSL certificate liya hai kyuki aane wale time me unhe apne website kuchh 525 Handshake Failed ka error dekhne ko jarur milega or sayad kuchh blogger ke website me yah error aa chuka hai jin me mera website yaani itechmamu tha lekin Maine 525 handshake error ko solve kar apne website ko thik kar liya

 Lekin yese bohat se blogger hai jinke website se 525 handshake ka error hata nahi hai to unke liye ye khas blog laya hu agar apko apne website se 525 handshake ka errors ko remove karna hai to niche diye gaye step ko follow kare.i"m sure aap apne website se 525 Handshake error ko hata payenge to chaliye suru karte hai .

CloudFlare Se 525 Handshake 
Error Kaise Remove Kare~

To sabse pahle apko chrome browser ko open karna hai or apne cloudflare me Jana hai 
uske baad apko apna website select kar Lena jisme apko 525 handshake ka error raha hai.jaise maine gadget.xyz ko select kiya isme bhi error aa raha apko apna website select karna hai
uske baad apko DNS me jana hai 
Uske baad Add Record par click karna hai 
1.Type me apko A select kar lena hai 
2.Name Me @ ko fill kar lena hai
3.uske baad IPv4 address me 216.239.32.21 fill kar lena hai
4. Or Save par click karna hai

Issi tarah 3 or record bana lena hai Type me A hi select karna or Name me @ fill karna hai bus apko IPv4 address me kuchh badlav karna hai Jo niche gaya hai 

216.239.34.21
216.239.36.21
216.239.38.21

Ab apko apne new tab open kar blogger ke settings me basic me jaye apko waha apne website ke domain name is kinare apko edit ka option dikhayi dega simply usme click kare click karte hi kuchh iss tarah ka interface dekhne ko milega jo niche tasvir me hai
ab apko www ko copy karna hai or apne cloudflare me phir se wahi jana hair
or  phir se add record par click kar le 
Or iss baar apko Type me CNAME select karNa hai or Name me www paste karna hai or phir se apko apne blogger me wahi jana hai or ghs.google.com ko copy karna hai or cloudflare me aa Target me paste karna hai or Save par click kar dena hi
phir se apko blogger par Jana hai or jaha maine red line se mark kiya apko waha ek code dekhega jise apko copy karna hai or phir se cloudflare me aana hai 
or Add record par click kar Type me CNAME select kar lena hai Name me uss code ko paste kar dena hai or phir se blogger par aana hai wahi
Ab apko uss code copy karna hai jo maine red color se mark kiya hai
Or cloudflare me aana hai 
or Target me paste kar save click kar dena hai .
Or phir se blogger par jaye
box par click kar Redirect kar de

Or HTTPS me No select kar de.
Or save par click kar de.
Bus kam khatam hua

Agar apko samaj me na aaye to iss video ko dekhe:-

-------------------------

24 hour ke baad apke website se 525 Handshake error hat jayega or agar 24 hour ke baad phir Errors nahi hata to hamain comment kare taaki apko solutions de saku 
aap chahe to yaha comment kar sakte hai ya phir hamre social site Facebook Twitter Instagram me follow kar comment kar sakte hai jai hind

Post a Comment

1 Comments

  1. Bhai ya trick mara website par kam nahi kar raha hai. Please help me
    Ya hai mara website www.hindireview.xyz please check kar ka batao kya kame hai.

    ReplyDelete