Hello Guys Sawagat Hamre Website Me To Ajj Ke Iss Blog Me Apko Batanunga Ki Kaise Aap Apne Gmail  Password Change Kar Sakte Hai Halki Iss se Related Bohat Saari Blog Apko Google Me Mil Jayegi Ki Kaise Gmail Ka Password Change Kiya Jata Hai Lekin Wo 2018 Ka Hota Hai.  


Or Hum Jante Hai Ki Adhiktar Log  Gmail Google Ke Banate Hai Jaha Google Kuchh Na Kuchh Apne Product Ya Website Me Development Karte Rahta Hai Jiske Karan Kuchh Settings me Changes Aate Hai Or Issi Changes Ke Karan Logo Ko Bohat Badi Dikat Hoti Hai .


Google Ke 2019 Aur 2020 Ke Changes Ke Sath Me Apko Batane Wala Hu Ki Apko Apne Gmail Ka Password Google Me Kaha Se Or Kaise Change Karna Hai . Or iske liye Apko Jada Dimag Nahi Lagana Hai Bus Niche Diye Gaye Step Ko Follow Karna Hai I'm sure Aap Apne Gmail ya E-mail Ka Password Change kar Payenge To Chaliye Suru Karte Hai ..

Gmail Ka Password Time Time Par Kyu Change Karna Chahiye?


Gmail Ka Password Change Karna Kyu Jarori Hota To Yese Bohat Se Karan Hai Jiske Karan Gmail Ka Password Samaye  Samaye Par Change Karna Hota Hai Jaise Ki-
  1. Apka Gmail Aur Password Agar Koi Dusra Janta Hai To Apke Gmail Ka Use Apne Smartphone Me Kar Sakta Hai Aur Apke Gmail Duara Hone Wale Sare Kaam Ka Detail Wah Jaan Sakta Hai Apke Saare Activity Ko Bhi Dekh Sakta Hai Aur Wah Chahe To Apke Gmail Ka Use Galat Kaam Yaani Miss Use Kiya Ja Santa Hai.
  1. Apke Gmail Par Pade Sare Information , important Document, Password Chura Sakta Hai 
  1. Apke Gmail Ka Use Hacking Ke Liye Kiye Ja Sakte 
Isliye Gmail Ka Password Change Karte Rahna Chahiye Aur Hame Gmail Ke Sath Sath Email Ka Bhi Password Change Karte Rahna Chahiye





Gmail Ka Password Kaise Change Kare?



#1.To Sabse Pahle Apko Apne Smartphone Ya Desktop Me Chorme Browser Ko Open Kar Le Air Kuchh Bhi Search Kar Le Jaise Maine Tasvir itechmamu search kiya hai Apko Jo Bhi Search Karna Hai Wo Kar Le 



#2.Uske Baad Apko Right Uper Kone Me Apka Gmail Ka Logo Dekhne ko milega Simply Click Kare . Agar Apke Pass ek Se Jada Gmail Hai To Apko Waha Wah Gmail Mil Jayega Apko Jis Gmail Me Password Change Karna Hai Wo Select Kar Le Jaise Me Bablu Saw Likhe Gmail Me Password Change Karna Chahta Hu Issliye Me Usse Select Karunga .


#3.Select Karte Hi Phir Se Apko Wahi Search Page Me Le Jayega Lekin iss Baar Apka Gmail Change Ho Gaya Hai Simply Phir Se Uper Gmail Par Click Karna Hai




#4.Click Karne Ke Baad Apko Apne Gmail Ke Niche Nile Rang Se Manage Your Google Account dekhne ko Milega Simply Uss Par Click Kar Dena Hai Uske Baad Apko Kuchh iss Tarah Ka Page Ka Interface Dekhne Ko Milega Jo Niche Tasvir Me Hai 



#5.Ab Apko Personal Info Par Click Karna Hai Maine Already Click Kar Diya Hai .


#6.Uske Baad Apko Uss Page Ko Thoda Niche Karna Hai Yaani Scroll Down Karna Hai .
Ab Apko Waha Password Ke Kinre > Iss Par Click Karna Hai 


#7.Ab Apko Apna Gmail Ka Password Fill Karna Hai Jo Gmail Ka Password Wo Dalne Ke Baad Next Par Click Karna Hai .
#8.Ab Apko Khali Section Dekhne Ko Milega Jisme 1.New Password 2.Confirm Password Dono Me Apko Password Bhar Lena Hai Jo Apka New Password Hoga Aur Ek Baat Dono Me Same To Same Password Fill Karna Hai . Uske Baad Apko Change Password  Par Click Kar De.

Apka Gmail Ka Password Change Ho Gaya Ab Apko Ek Mail Aaye Ga Ki Apka Gnail Ka Password Change Ho Gaya Hai 




#Final Word:-Ummid Hai Ye Blog Apko Pasand Aaya Hoga Aur Meri Iss Chhoti Si Kossis Ko Apne Dosto Ke Sath Share Kare Aur Hamre Website Ko Safal Banaye Agar Apko Hamre Blog Article Post Padna Pasand Hai To Hame Apna Email Ya Gmail Niche Newsletter Box Me De Taaki Aane Wale Article, Post , Blog Ki Alert Gmail Duara  Abtak Mileti Rahe . 



#Request:-Hamre Social Site Facebook , Twitter Aur Instagram Ko Follow Kare Aur Ye Article Apko Pasand Aaye To Comment Kare Agar Iss Se Related Kuchh Problem Hai To Hame Comment Kar Jarur Bataye Taki Hum Usme Kuchh Sudhar Kar Sake.

Thank You For Visiting My Website --------------
@iTechMamu….