Header Ads Widget

Responsive Advertisement

CAPTCHA क्या है। What is reCAPTCHA.



Aplog ke maan main hamesha ek sawal ghumata rahta hai ki CAPTCHA kya hota hai, orr kyu kisi website  ya site main kaam karne se pahle apse captcha bharwaya jaata hai .





To aaj ke iss blog main apko bataoonga ka ki apse captcha kyu liya jata hai  , or captcha hota kya hai.



CAPTCHA क्या होता है, ओर क्यों भरवाया जाता है।


Hamain internet se jude bahot saare kamo main ya website ,service ya software main captcha  liya jata hai , taaki wah service ya software secure rahe . Apko pata hoga ki insaan ne technology ko itna develop kar diya hai ,jo hamre liye nuksan dayak hai .



Example ke torr par robot , jo ek insaan ke barabar hai.
 Jab koi website captcha leta hai , to uska mukhy karan yah hai ki koi insaan uske service, website ya software main activity kar raha hai ya koi robot. Orr Agar koi robot uske website, software ya service main activity kar raha hai , to  turant uss robot rok sake. orr ye tabhi mumkin ho sakta hai jab uss robot se captcha liya jaye .



Related post:-
<< What is Android. एन्ड्राइड क्या है।
<<Whatsapp main fingerprint lock lagye.


Apko yah bhi pata hoga ki internet ka use bohat se log achhe kamo ke liye karte hai , jise legal mana jata hai , jo aap kar sakte ho . Lekin kuchh yese bhi log hote hai ki internet ka use galat kamo ke liye bhi karte hai, jo illegal hai, jo app nahi kar sakte hai.  Orr issi galat kamo ko rokne ke liye apse captcha liya jata hai .

Orr kabhi kabhi to captcha isliye liya jata hai ,taki apka cookies data ya
information  apse liya ja sake , orr uska upyog kuchh fayde ke liye kar sakte , jaise ki apko koi notification / alert bhejna .

Captcha isliye bhi kiya jata hai ki , Agar koi admi uss website ko nuksan pahucha raha ho , to wah website/app ,uss admi ke ip address ko block kar sake , jisse wah admi service ya software main kuchh bhi activity nahi kar paye .



CAPTCHA  का निर्माण ओर इतिहास जानेंं।

Captcha  nirman ki suruwat Carnegie Andrew Mellon university  ke kuchh student ne 2000s main kiya tha, jo 2003s
 tak aate aate  captcha ka pura nirman ho gaya . captcha ka full from -Completely 
Automated Public  Turing test to tell 
Computer and Human  Aparts .CAPTCHA bohat type ke hote hai, jo maine list by likh diya hai.

   

CAPTCHA के प्रकार-


*Math captcha:-
Math reCAPTCHA kya hota hai , chalye ye jante hai . Math captcha usse kahte hai jisme apko math ke question ko solve karna hota hai. Jaise ki 3+2=【】,apko yanha 3 orr 2 ko jod kar khali box main bharna hota hai,jo aap aram se bhar sakte hai.

Word captcha;-Word reCAPTCHA kya hota hai, ye jante hai , Word captcha main apko word bharna hoga , jo word ulte pulte honge apko uss word ko achhe se box main bharna hota hai. ..

Image captcha:-Image reCAPTCHA main apko image select karna hota hai , isme apko 6 se 8 image diye jate hai .Orr agar aap yah soch rahe ho ki image recaptch ko kaise bhara jata hai, to apko bata du ki apko wanha kaha jata hai ki apko isse  related image ko select karna hai, or sign ke button main daba dena hai .

Based time:-Based time captcha jisme apko time se pahle captcha ko solve karke fill karna hota hai.


reCAPTCHA noCAPTCHA:-reCaptcha noCaptcha main image , audio, text captcha diye hote hai jo kisi ek catch ko apko solve karna hota hai.
Baaki bache captcha ki janakari abhi maloom nahi orr abhi tak baki bache captcha ka use bhi nahi kiya hai. Lekin apko chinta karane ki koi baat nahi hai , main iss blog ko update kar dunga. 


Post a Comment

0 Comments