Header Ads Widget

Responsive Advertisement

how to get youtube premium membership-यूट्यूब प्रीमयम मेमरशीप कैसे ले। इनके फायदे-




Youtube video to har log dekhte hai , lekin youtube video dekhne ke liye hamain ads dekhne padte hai to aaj ka blog unke liye hai jo youtube ads nahi dekhna chahte .
or unke liye bhi jo YouTube Premium 
Lena ya  buy chahte  hai 
, or unke liye bhi hai jo free main ek mahine YouTube  premium  chalna  chahte hai .







YouTube premium memership kaise le:-



sabse pahle aap YouTube  ko open kar le or uske baad apko right uper kone main apka profile icon dekhne ko milega apko wanha click karna hai , uske apke samne bohat sare option ke sath Get Youtube premium option bhi dekhne ko bhi milega simply usme click kar de .

phir apke screen main dikhega ki agar aap youtube premium lete hai to kya kya fayde honge , apko padna hai to pad sakte waise main youtube premium lene ke fayde iss blog main batla dunga ,apko padana hai to pad sakte hai .


apko uss page ke sabse uper jana hai Or nile rang se likha Family or student plan  main click karna hai uske baad apke samne do option dekhne ko milega pahla yah ki aap plan family ke liye Youtube premium buy karna chahte hai or dusre main student ke liye lekin isse koi fark nahi padta hai apko jo plan select karna hai wo uske right ke TRY IT FREE main click karenge.


waise apko dusre wale option main click karna chahiye kyuki student ke liye benifit milega .

uske baad apko apna credit card /debit card /Atm card ka 16 digt number ,card ka vailed date ,or CVC n. dalna hoga phir apko apna billing address dalna hai , ap janha se wah address dal de.Orr niche scroll down kar Buy main click kar de.

uske baad credit card /Atm se ek rupey cut jayega jo ap baad main le sakte hai.
Apka YouTube premium buy ho gaya hai ab aao koi bhi vedio dekho ads nahi aayega .

or jo log YouTube premium ko ek mahine ke liye free main use karna chahte hai ,wahi aage pade. or jo Plan ko Deactivate karan chahte ho.


YouTube premium membership kasie cancel /Deactivate kare.



uske baad apko phir se apne YouTube ke profile main jana hai or Paid membership main click karna hai , apne jo plan select kiya hai apko wanha dikh jayega or uske right main kuchh iss tarah > icon dikhega apko usme click karna hai .


uske baad apko deactivate ka option dekhne ko milega simply click karenge phir apko pause instead or Continue to cancel dekhne ko milega apko Continue to cancel main click kar dena hai . apko ek reason dean hoga ki aap YouTube premium ko kyu deactivate kare ho apko koi ek select kar next main click kar dena hai , phir apko yes pe click karan hai or phir close par click kar dena hai.

Ab apka Youtube premium Deactivate ho gaya hai or apke bank se cata wo ek rupay apke bank wapas chale jayenge.
Plan Deactivate karne ke baad bhi ek mahine tak Youtube premium ka use kar paoge.



YouTube membership lene ke fayde:-



1:-
apko kisi bhi video main ads nahi dekhna padega.

2:-
kisi video ko aap download kar offline dekh sakte ho , wo bhi lifetime ke liye , jo hamre free wale Youtube main sirf ek mahine ke liye download available rahta tha.


3:-
music sunn sakte ho bina ads ke download kar sakte ho .


4:-
or kuchh Premium Movie ko aap bina paise diye dekh sakte ho.


5:-
orr ek badi baat yah ki aap Youtube premium main kisi video dekh rahe ho , or ap youtube premium se bahar aa gaye hai yaani kisi aur application main chale gaye ho ya home page main aa gaye ho, wah video chlata rahega.

अपना response दे:-
To ye blog aplogo ko kaisa laga comment kare humain social site main follow kare.

Follow  kare :-

Post a Comment

0 Comments