Header Ads Widget

Responsive Advertisement

How to solve app pending problem in play store.



Hello dosto swagat hai, hamre iss blog main. Or iss blog me maine ya bataya hai ki kaise google play store main app install problem solve karte hai .



Kuchh dino pahle Google play store main app installing main problem aaya jai, Matlab yah hai ki Jab aap ,play store se kisi app ko install karne ki kosis karenge par wah app install hoga hi nahi
.

or aap iss problem ko solve karne liye bohat saree trick ajmaate ho, kabhi aap  smartphone ko reboot karte ho, to kabhi sim ko khol kar , phir se install karte ho. Lakin apka play store ka problem solve nahi hota .


Lekin apko chinta nahi karna hai, bus aap niche diye gaye step ko follow kare ,100% apka play store app installing problem solve ho jayega .


Play store में कैसे install problem को solve करे।

step::1
●Sabse pahle aap phone ke seeting main jaye ,

●uske baad apko application wale option main click kare .

●apko uper main 3 option dekhne ko milenge "Running, Installed or All . apko Installed main click karna hai , click karne ke baad wah saari app apke samne aa jayegi jo apne smartphone main install hai .

●apko play store app ko find kar lena hai.
or usme click kar dena hai .

●uske baad apke samne kuchh iss tarah khul kar aayega . jisme apko clear data , or clear chache dekhne ko milega , apko dono main click kar ok kar dena hai.



●bus apko apne smartphone ko reboot kar dena hai. apka app installing  problem solve ho jayega .


step:2
●Orr sabse asaan tarika yak hai ki aap apne smartphone ko hard reset kar dijye, Lakin hard rest karna se pahle apne file image,contact ka backup bana lijeyega.

°°°°°°°    °°°°°   °°°°  °°°°°      °°°°° °°°°°    °°°° °°°

agar yah blog apke kam ki sabit hui to , hmain comment kare , facebook, twitter instagram main follow kare. Aur kisi parkar ki samashya hota hai , to humain jarur suchna de, taaki main uska samdhan kar du blog ke duara .
follow kare:-

Post a Comment

0 Comments