share
now:
English Movie Ko Hindi Me Kaise Dekhe.
Smartphone Me Dual Audio English-Hindi Me Kaise Badle.
1....
>>> BookMyShow se movie Tickets kaise book kare >>> YouTube membership Kaise let free me
Computer/Laptop/PC Me Kaise Dual Audio Language Me Badle.
Dual Audio Movie Kya Hota Hai.
Aplogo ko pata hoga ki jitni bhi hollywood or south movie hum cinema me dekhte hai o sabhi dubbed kiya hua hota hai . kahne ka matlab yah ki wah movie kisi or language se banaya gaya tha , baad me english ya tamil ko convert kar usse Dual audio hindi or English me kiya gaya .
Or Hollywood movie ko tabhi hindi dubbed kiya jata hai jab uss movie ko India me release karni hoti hai.
Lekin kuchh movie india me release na hone ke karan bhi Dual Audio Hindi-English me kar dete hai .
Lekin bohat si movie hai jo english language me hi available hota hai. To ajj ke iss blog me bataonga ki English movie ko Hindi language me kaise dekhte hai or Dual Audio English-Hindi me kaise badlte hai
English Movie Ko Hindi Me Kaise Dekhe.
Apko bata deta hu ki abhi tak koi app ya software nahi bana hai hai jo English movie ko Hindi me Convert kar sake Lekin aap English movie ko Hindi Subtitle ke sath samjh sakte Ho.
1. Sabse pahle aap kisi browser ko open . kar search kijye "Cat Subtitles ".
2. First me hi iska website mil jayega simply click kar de.
3. Website me Enter hone ke baad apko "Choose File" me click karna hai .
4. Ab apko uss movie ko choose kar lena. hai jis movie ka subtitle apko chahiye
5. Phir apko language select karna hai , "Translate "main click kar dena hai .
6. Phir apko Nile rang se likhe uss movie. ka naam dekhne ko mil jayega usme click. kar de. download ho jayega.
7. uske baad apko ek folder create kar. lena hai orr uss download file ko waha. save kar dena hai.
8.
Mx Player me uss movie ko play Kar. le apko uper right kone me three dot. main click karna hai
9. phir apko "subtitle " main click karna hai ab apko uss folder ko khoj lena hai. janha apne uss file ko save kiya tha. folder me click kar uss file par click kar. de jo apne download kiya tha
Smartphone Me Dual Audio English-Hindi Me Kaise Badle.
1....
Ap jo bhi movie dekhna chahte hai. usse. Dual Audio English-Hindi main. Download kare .
2....
Uske baad apko play store ko open kar. mx player install kar lena hai
Uske baad apko play store ko open kar. mx player install kar lena hai
3....
Mx Player ko open kar le or jis movie ko. Dual Audio me download kiya hai usme. click kare.
Mx Player ko open kar le or jis movie ko. Dual Audio me download kiya hai usme. click kare.
4....
Movie ko pause kar le ab apko uper. side. me three dot dekhne ko milega. usme click kare.
Movie ko pause kar le ab apko uper. side. me three dot dekhne ko milega. usme click kare.
>>> BookMyShow se movie Tickets kaise book kare >>> YouTube membership Kaise let free me
5....
phir apko Audio me click karna hai. uske. baad Audio track par click kar de
phir apko Audio me click karna hai. uske. baad Audio track par click kar de
6....
ab apko English or Hindi ka option. dekhne ko mil jayega Hindi me click Kar de. Ab aap uss movie ko hindi me dekh. sakte ho.
ab apko English or Hindi ka option. dekhne ko mil jayega Hindi me click Kar de. Ab aap uss movie ko hindi me dekh. sakte ho.
Computer/Laptop/PC Me Kaise Dual Audio Language Me Badle.
1....
sabse pahle ap uss movie ko VLC me . play kare .jis movie me Dual Audio. supported Ho.
sabse pahle ap uss movie ko VLC me . play kare .jis movie me Dual Audio. supported Ho.
2....
Left side me Audio par click kare
uske baad Audio track me click kar Apne. Language ko select kar le.
Left side me Audio par click kare
uske baad Audio track me click kar Apne. Language ko select kar le.
Dual Audio Movie Kya Hota Hai.
Jab koi movie ko 2 type language me banaya jata hai example ke tour par <English -Hindi>yaani hum uss movie ko hindi me bhi dekh sakte hai or english me bhi Or issi ko Dual Audio movie kahte hai.
jaise maine uper me bataya ki 2 type ke language se baani movie ko Dual Audio movie kahte hai bilkul issi tarah Quad Audio me 4 type ke language hote hai.[Hindi/English/Tamil/Telugu].
Or ab to Bollywood ki adhiktar movie 26 language me create ki ja rahi hai.
To ye blog apko kaisa laga Hamain comment Kare or Issi Tarah ke Update ke liye humse jude rahe or iss blog ko apne friends ko bhi share Kar de. Hamre social sites ko follow Kare.
0 Comments