Hum computer main bohat saree data video image file rakhte hai jo bohat hi important hota hai ,or kuchh karno se wah data delete ya format ho jata hai . Jaise ki computer main various attack hone se ya hard desk damage hone se ya kisi bhi karan se apka data delete ho jata hai. Aur apko phir se wah data banana padta hai, or jise banane me ek mahine do mahine lag jate hai.
Lekin ab apko ek mahine do mahine beith kar data banane ki jarurat nahi hai , kyuki iss blog ko read karke aap apne data, video,image,file,PDF, documents ko recover kar sakte ho chahe wah data 1gb ka ho ya 1000gb ka ho .
Maine yanha two tricks bataye hai jo ek computer ke liye hai, or dusra smartphone ke liye hai.
Computer/Laptop se Data Kaise Recover Kare.
#.Apko ek software apne desktop main install karana hai, jise aap yanha click -EaseUs.softtware link karke uss software ko download kar sakte hai . ya google main ja kar search kare EaseUs apko first main iska website mil jayega , simply uss website main jakar aap uss software ko install kar sakte.
#. Software ko install karne ke baad apko usse open karna orr open hote hi apke desktop screen main o saari data aa jayegi jo apke desktop se delete ya format hua hai .
#.apko jo data recover karana hai apko simply click karana hai or niche nile button scan par click kar dena hai. scan main click krte hi , apke desktop se delete huye file video html image zip app ko scan karke apke samne rakhta chala jayega .
#.apko jo video file image ko recover karna hai ,uske samne wale box ko click karke tick kar de yaani select kar le . orr niche main apko nile rang recover button milega apko click karna hai.
#.agar scanning puri nahi huyi hogi to apko do option dekhne ko milega recover orr don't recover .agar apko apna video image file mil gaya hai to recover main click kar de , orr nahi to don't recover main click kare .
#.Ek jaruri baat apka data 2GB ke under hona chahiye , kyunki jo aap software ka use kar rahe ho free version hai. Aur agar apka data 2GB se jayda hai , to apko iss software ka upgrade plan lena hoga .
EaseUs ka pro version kaise le:-
#.Apko phir se uss software ko open kar lena
hai , open hone ke baad uper right kone main upgrade par click kar dena hai.
#.Upgrade par click karne ke baad apko apna plan choose kar lena hai .
#.plan choose karne ke baad apko next page main apko kuchh apna details dalna hai jaise ki naam , email id mobile n.
#.uske baad apko payment dena hoga, aap payment debit credit PayPal orr wired transfer kar sakte hai.
#.Aage process ap easily kar sakte hai.
Android Phone se Data Kaise Recover Kare
1.
sabse pahle apko play store se ek app install karna hai jis app ka naam Dumpster hai ,simply search bar main ja kar search kare Dumpster apko first main wah app mil jayega apko install kar lena hai.
2.
Dumpster app ko open kar lena hai, uske baad apko uss app ka logo dekhega kuchh second ke baad do option dekhne ko jisme apse yah puchh jaayega ki aap free main iss app use karna chahte ho ya iska primum version to hamain free wala lena hai , to apko basic free main click karenge.
ap chahe to premium version le skate ho .
3.
uske baad app uss app main enter jo jayenge hai ,phir apko left uper kone main three line yaani menu main click karna hai
4.
phir apko 4th number main Deep Scan recovery option dekhne ko milega apko simple usme click karna hai , click karte hi apke samne wah video , image, music aa jayega jo apke smartphone main hai or delete hua .
5.
apko jo image video music ko recover karna hai usme click kare. phir apko restore to gallery main click kar dena hai. Apka file recover ho jayega.
Apko bata du ki dumpster app video, music,file ya data recover karne me achha hai or agar apko image ko recover karna hai to apko diskdigger app ka use karna hoga or iska istemal bhi simple hai or aap yaha se 1-2-3 saal delete image ko recover kar payenge.
To apko yah blog kaisa laga or agar apko file ya data recover Karne me dikkat ho rahi hai to hamain comment Kare.Or hamre social site ko follow Kare

0 Comments